Instagram Post Schedule Kaise Kare

How to Schedule Post on Instagram in Hindi: Hello dosto Agar aap ek Instagram user hai to aapke liye ye content bahut hi useful hai. Dosto lagbhag sabhi log facebook, twitter, Instagram etc. social media network ka use karte hai ,

aur us social media network par har samay online rehna possible nahi ho pata hai , jiske karan hum kuch jankari ko samay par apne followers tak nahi pahucha pate hai.

How to Schedule Post on Instagram in Hindi

dosto en sab ka salutations bas ek hi hai aur wo hai apne post ko schedule karna. schedule post kar dene par aapko apne dwara set kiye gaye customize time par automatically aapke Instagram account par Published ho jayegi aur sath hi aapka samay ka bhi bachat ho jayega.

How to Schedule Post on Instagram in Hindi

Instagram par schedule post Published karne ke liye apko ek application ki jarurat hogi jiska download link niche hai.

apphi app

  1. Sabse pehle aap us application ko apne mobile me install kare.
  2. Ab aap us application ko open kare , open karne ke baad niche me Login with Instagram par click karna hain.
  3. Login with Instagram par click karne ke baad ab aapko apne Instagram id ko login karna hai, username box me aap apna Instagram id ka username dale uske baad password me aap apne id ka password dale uske baad upar right corner par login par click kar dena hai.
  4. Login par click karne ke baad aap us application me login ho chuke hai , ab aap niche me schedule post par click kare , ab aap photo library ko select karna hai.
  5. Photo library me aap koi photo select karke right corner par next par click karna hai , ab aapko us photo ka filter select karne ko kaha jayega ki aap kon sa filter me photo Published karna chahenge.
  6. Ab aapko fir right corner par next par click karna hai , ab aapko write a captain… me aap apna post ka caption type kare.
  7. Uske baad tag people par aur add location par click karke baad people ko tag aur location add kar sakte hai.
  8. Uske baad ab apko right corner par next par click karna hai , ab aapko waha par time zone select karna hoga , uske baad post time select karna hai ki aap kis time me post ko Published karna chahenge.
  9. Ab aap delete time hai delete time me aap time set karke aap ussi post apke dwara set kiye gaye time par delete bhi kar sakte hai.
  10. Ab aap right corner done par click kar dena hai. Aur aapka post aapke dwara set kiye gaye customize time par automatically aapke Instagram account par Published ho jayega.

Conclusion

mujhe asha hai aapko ye post jarur achha laga hoga aur aap is post ki madad se aasani se instagram par schedule post publish kar chuke honge.

Read Also:

Leave a Comment