Mobile से Free SMS Send कैसे करे ?

Mobile Se Free SMS Send Kaise Kare:  kabhi kabhi aisa hota hai ki humlog ke mobile balance ya sms pack khatam ho jate hai, jiske karan hum kisi ko bhi sms send nahi kar pate hai, lekin mai aapko is post me batane ja raha hun ki kaise aap free me sms kaise send kare bina kisi rupaye pay kiye.

free me sms send kaise kare

Free SMS Send Kaise Kare

free sms bhejne ke liye internet par bahut sare website aur application majud hai, jiska upyog karke hum sikh sakte hai ki free me sms kaise bheje, sath hi dusro ko bhi bata sakte hai, aur yadi aapko kabhi sms send karne ki jarurat pad jati hai to aap niche bataye gaye steps ko follow karke free sms bhej sakte hai.

Step 1. Sabse pehle download aapko way2sms website ko niche diye link se open kare.

Step 2. uske baad waha yadi aapka account pehle se nahi bana hai to register karen aur yadi account pehle se hai to mobile number aur password dal kar login karen.

Step 3. Uske baad aapko free sms menu ko open karna hai, aur waha aapko jis kisi ko sms send karna hai uska mobile number aur message type karke send sms par click kar dena hai, halaki sms character maximum 140 hona chahiye .

Step 4. ab kuch hi seconds ke baad aapke dwara type kiye gaye number par wo message send ho jayega aur is tarah se aap kisi bhi vyakti ko free me sms send karne me kamyab ho jayenge.

Conclusion

mujhe umeed hai ki aaj ke post me aapne jarur sikha hoga ki free sms send kaise kare, yadi aapko yah choti si jankari achhi lagi ho to ise apne dosto ke sath jarur share karen.

Sath hi humse judne ke liye facebook twitter par follow aur Youtube Channel ko subscribe jarur kare.

इसे भी पढ़े :

  1. Gmail से Schedule Email Send कैसे करें
  2. PUBG Game SHAREit Se Kaise Send Kare
  3. Whatsapp पर Schedule Message कैसे Send करें ?
  4. Whatsapp Status Save Kaise Kare
  5. Birthday Wish SMS Kaise Kare

Leave a Comment