Play Store Unreleased Apps Install Kaise Karte Hain, Hello friends Aaj mai aapko is post me batane ja raha hu google play store ke hidden features early access (unreleased Apps) matlab jo app abhi tak full released nahi huwa hai us app ko install kaise karte hai.
Har ek apps ka hidden features hota hai jiske bare me sabhi ko jankari nahi hoti hai , waise to google play store ki or bhi bahut hidden features hai.
Lekin unhi features me se ek hidden features hai Early access jaha se unreleased apps ko use karke us app developer ko feedback de sakte hai.
Developer apps ko officially us apps ko released nahi kiya hota hai taki aap uske apps ko use karke apna feedback de sakte hai ki us apps me kya kya kami hai taki wo next updates me apne apps ko officially released kar sake.
Google Play Store Se Unreleased App Install Kaise Kare
Google play early access features official hai iske liye koi phone root hone ki jarurat ya fir koi third party apps install karne ki koi jarurat nahi hai, iske liye niche bataye gaye steps ko follow karke unreleased aap install kar payenge.
Step 1. Sabse pehle apne mobile me play store ko open kare , or navigation menu ko left se right scroll kare.
Step 2. Ab aap play store early access par click karke more par click kare taki jitne bhi unreleased apps ki list dekh sakte hai.
Step 3. Ab aap waha se jis bhi app ko install karke use karna chahte hai us par click karke simple install button par tap kar den.
Ab aapke phone me wo app install hone laga hai , install hone ke baad aap usko open karke or jo bhi kami ya bug dikh raha hi hai uska feedback developer de sakte hai.
Conclusion
Aaj ke is post me jane google play store hidden features Early Access ke bare me, jiski madad se Unreleased App Install kar paye.
Agar aapko ye information achchi lagi ho to apne dosto ko bhi jarur share kare, sath hi hume facebook aur twitter par follow jarur kare.
इसे भी पढ़े :